Not a love story (Songs)

Rangeela Re

Yayi re yayi re
Jor laga ke nache re
Yayi re yayi re
Milke dhoom machaye re
Chal mere sang sang
Le le duniya ke rang
Hoja rangeela re…. eh..
Rang rang rangeela re…eh..
Yayi re yayi re
Jor laga ke nache re
Yayi re yayi re
Milke dhoom machaye re
Itne chehron mein
Apne chehre ki pehchan oh ho
Pehchan oh ho
Bade bade naamon mein
Apna bhi naamon nishaan oh ho
Pehchaan oh ho
Jeene mein phir toh kya baat ho..
Din naya
Aur nayi raat ho..
Yai re yai re
Jor lagake naache re
Yai re yai re
Milke dhoom machaye re
Chal mere sang sang
Lele duniya ke rang
Hoja rangeela re… rangeela re..
Rang rang rangeela re…
Hoja rangeela re…
Rang rang rangeela re…


Who Ek Pal

Woh Ek Pal, Pal pal pal
Jeena kal, Kal kal kal
Kiya chal, chal chal chal
He na hal, hal hal hal
Woh Ek Pal
Jeena kal
Kiya chal
Hai na hal
Pal, kisi ka
nahi ho kar rehta
Toh kasam sab ko hasta
Kabhi aage chalta
Kabhi peeche chalta
Pal.. saara pal
Woh Ek Pal
Jeena kal
Kiya chal
Hai na hal
Koi khud se
Bura nahi hota
Pal toh kisi ka
Saga nahi hota
Kabhi hasa deta
Kabhi rula deta
Pal.. saara pal
Woh Ek Pal
Jeena kal
Kiya chal
Hai na hal


Jab Se Mein Choti Thi

Ha ha ha hoi…
Jab se mein choti thi
Tab se aankhon mein
Chota sa sapna raha hai
Soni se uppar
Taaron ko choo kar
I wanna one it was
To care famous
Jo sapne na dekhe kya jane
Khwabon mein jeena bhi hai kya
Choti lage re baatein
Baatein saare baatein
Dil kuch karongi bada, kuch karongi bada
Mujhe umeed sazi
Dhadkan milega
Mera yakeen hai saccha
Na na na na
Jab se mein choti thi
Tab se hi main toh
TV par dikhna chahti thi
Photo meri thi
Paper mein ho thi
I wanna one it was
To care famous
Pehchan meri ho har ghar
Duniya kare meri baatein
Hosh ki ladkiyon mein
Har dum lena mera
Sab jane chehra mera, Sab jane chehra mera
Filmi sitaare bhi toh
Tum hi hote hai
Itna bhi mushkil kahan, Itna bhi mushkil kahan
Kanton pe chal ke
Sooraj mein jal ke
Jaise bhi pao Mr
Sabse unchi styling
Par hi tori ki hai
Kismat meri
Mujhe pata bas itna sara
Jab se mein choti thi
Tab se aankon mein
Chota sa sapna raha hai
Jab se mein choti thi
Tab se hi main toh
TV par dikhna chahti thi
Hosh ki ladkiyon mein
Har dum lena mera
Sab jaane chehra mera
Filmi sitaare hi toh
Tum hi hote hai
Itna bhi mushkil kahan

No comments:

Post a Comment