Rivaaz (Songs)

Lalu Mange Chumma Udhar

(tera naam he kya) - 2 tu kaha se aayi...
ee chanchal man.. ee shokh adaaye.. tu kaha se aayi...

hee... aagre ka ghaghraa, delhi ki chunari
[(aagre ka ghaghraa, delhi ki chunari
jaipur ki choli pahan ke jo nikali
(saare hile he) - 2 UP Bihar...
(Laalu mange he chumma udhar) - 2] - 2

de... - repeate

are.. (MP me jaau ya Gujraat jaau) - 2
kis kisko apne me dil basaau
(mujhpe marte he) - 2 asshique hazaar...
(Laalu mange he chumma udhar) - 3

arrrr.. (Haryana jaau ya punjab jaau) - 2
ungli pe me apne sabko nachaau
(sabke dil ko)- 2 karu bekraar...
(Laalu mange he chumma udhar) - 3

heee.. aagre ka ghaghraa, delhi ki chunari
jaipur ki choli pahan ke jo nikali
(saare hile he) - 2 UP Bihar...
Laalu... ho Laalu... ha Laalu... mange he chumma udhar
(ho... Laalu mange he chumma udhar) - 3


San Sananan

(sn snnn... chali re pawan, chaayi re ghata matwarri, ho...
barse gagan, sulage badan, nas nas me he chingari...
julmi sajan, karle milan, preet he meri kuwari, ho...) - 2

pedo ke phulo pe.. bundo ke rele he... phulo ke gaalo pe.. bhawaro ke mele he...
pedo ke jhulo pe.. bundo ke rele he... phulo ke gaalo pe.. bhawaro ke mele he...
pyaasi rah jaau na.. ek me hi bechaari...

sn snnn... chali re pawan, chaayi re ghata matwarri...
barse gagan, sulage badan, nas nas me he chingari...
julmi sajan, karle milan, preet he meri kuwari, ho...

(preet ke rit-riwaaz nibhade re, prem ke waade tu aaj nibhade re) - 2
piya hotho pe teri laaz he bhari

sn snnn... chali re pawan, chaayi re ghata matwarri, ho...
barse gagan, sulage badan, nas nas me he chingari
julmi sajan, karle milan, preet he meri kuwari, ho...

sn snnn... chali re pawan, chaayi re ghata matwarri, ho...
barse gagan, sulage badan, nas nas me he chingari
nas nas me he chingari... (preet he meri kuwari) - 2
hmm... kuwari...


Yeah Ratein Duet

[female voice]
ye raate... raate... bin tere barsaate...
tere waade... waade... de gaye kya sogaate...
teri saase... saase... chu ke chali jaaye...
he akele hum... sanam...
(tere bina kese rahe.. kese rahe...) - 2
(tere bina kese rahe..) - 2

[male voice]
mujhpe yakin karle jara
hoga kabhi naa faslaa
tu baahe meri thamle aake
tutenge na ye naate
(tere bina kese rahe..) - 4

[female voice]
honge kabhi.. hum na juda...
kahte the tum.. ab tum kahaa...
the waade tere jhute saare
jhute thi mulakate
(tere bina kese rahe.. kese rahe...) - 2
(tere bina kese rahe..) - 2

[male voice]
(tere bina) - 2, (teri baate) - 2, teri saase...
(tere bina kese rahe) - 4


Kesaria Kesaria

(kesariya kesariya moraa, baalmaa ghar aajaa) - 2
(ghar aajaa...) - 3

[(kesariya kesariya moraa, baalmaa ghar aajaa) - 2
kaahe ki ruswaayi, me dard na ye sah paayi...
kaahe ki ruswaayi, ye dard na me sah paayi...
nain mere neer bahaye.. aa bhi jaa harjaayi...] - 2
kesariya.. ke....

birhaa ye raate.. kese inhe kaate.. tere bina sajna...
mujhe tadpaaye.. teri wo baate.. kese kahu sajna...
(dekhu teri raahe.. baaho ko me felaaye...) - 2
nain mere neer bahaye.. aa bhi jaa harjaayi...

(kesariya kesariya moraa, baalmaa ghar aajaa) - 2
kaahe ki ruswaayi, me dard na ye sah paayi...
kaahe ki ruswaayi, ye dard na me sah paayi...
nain mere neer bahaye.. aa bhi jaa harjaayi...

suni he bahaare... viraaa nazaare... tere bina sajnaa...
tu jo juda he... jindagi khaffa he... berri he jamanaa...
kesi ye aag lagayi... dasti he ye tanhaayi...
kesi aag lagayi... dasti he ye tanhaayi...
nain mere neer bahaye.. aa bhi jaa harjaayi...

(kesariya kesariya moraa, baalmaa ghar aajaa) - 2
kaahe ki ruswaayi, me dard na ye sah paayi...
kaahe ki ruswaayi, ye dard na me sah paayi
nain mere neer bahaye.. aa bhi jaa harjaayi...
(kesariya.. kesariya.. moraa) - 8
kesariya.. kesariya..


Sajna Sajna

sajnaa - 16

[female]
(bichade hum... naa jaane kabse...
khaali kadam... naa jaane kabse...) - 2

[male]
choraahe par.. dhundhaa karu.. har ghadi tujhe me shochaa karu...
mere yaara.. mere yaara... mujhe mil jaraa.. mujhe mil jaraa...
sajnaa - 16

[female]
lambi he teri ye judaayi.. barso ki meri tanhaayi...
jal gaye saare mere sapne.. kesi ye aag lagaayi...

[male]
taras rahaa.. me na jaanu kabse.. bars hi ya.. me na jaanu kabse...
mere yaara.. mere yaara... mujhe mil jaraa.. mujhe mil jaraa...

bahta akela me saagar me.. meri na koi dagar he...
milja mujhe tu piya ese.. kasti ko saahil mile jese...

[female]
milke mujhe.. ab na hona judaa.. fir na kabhi.. esi dena sazaa...
mere yaara.. mere yaara... mujhe mil jaraa...
[male]
mujhe mil jaraa...

[both]
sajnaa - 16

No comments:

Post a Comment