Bin Tere Ve Mahi
saagar angaara lagata hai banjar jag sara lagata hai
teri yaad hawa main behathi hai ek pid si hoti rehti hai
bin tere way mahi bin tere kyon mera dil naiyo lagada - 4
naiyo lagda dil naiyo lagda - 8
dhundoon main rasta manjil mein ek aas kahin zinda dil main
chahat ye kahaan le aayee hai yahaan charo taraf tanhai hai
bhegi aankhon mein khwabon ka basera we mahi ab naiyo sajada - 2
bin tere we mahi bin tere kyon mera dil naiyo lagada
do aanho ki majaburi ka aaya hai mausam duri ka
dhadkan pe zakham ka pehara hai lamha-lamha kahin thehra hai
meri nazaro ko ab koi bhi nazara nee soni ab naiyo jachada - 2
bin tere we mahi bin tere kyon mera dil naiyyo lagda
aise sadame se guzarti hoon naa jeeti hoon na marati hoon
tere khwab me dubi hain aankhein tere naam pe ataki hai sansein
ek tere siva ye dil mera rab se kuch aur naiyo mangada - 2
bin tere we mahi bin tere kyon mera dil naiyyo lagda
naiyo lagda dil naiyo lagda - 8
Chand Wahi Hai
chand wahi hai raat alag hai wahi sawan barasat alag hai
phul wahi hai khushboo juda hai manjara kya ye mera khuda hai
kya ye jadu payr ka hai - 4
chand wahi hai raat alag hai wahi sawan barasat alag hai
na bekarari na to nasha tha pehale nahi kuch aisa huva tha
awaragi hai diwana pan hai bechan itana kyun aaj mann hai
kya ye jadu payr ka hai - 4
chand wahi hai raat alag hai wahi sawan barasat alag hai
rahee gunn hai main chal rahi hoon
saraditon main bhi main jal rahi hoon
hone laga hai badala mujh main
koi kashish hai janeja tujh mein
kya ye jadu payr ka hai - 4
chand wahi hai raat alag hai wahi sawan barasat alag hai ho
Kya Kare Dil Bechara
ishq ne issko choda dard ne issko maara... - 2
kya kare dil bechara - 2
haal-e-dil jab na jaane jaan-e-man dil bar yaara - 2
kya kare dil bechara - 2
haan ab hai gumshuda raat hai ajnabi
ruthde jazbon ki baat hai ajnabi
khawahishein hai deewani chahatein hai aawara
kya kare din bechara - 2
roke se na ruke kaisa armaan hai
har ghadi aaho main kaisa tufaan hai
pays ki maujo ko jab mile na kinara
kya kare dil bechara - 5
Mein Zamein Pe Hu
main zameen pe hoon aasman main hoon (rabba tu bata) - 2
iss jahan mein hoon saahilon pe hoon
keh kasha mein hoon (rabba tu bata) - 2 iss jahan mein hoon
na hosh hai na khayal hai na kushi mujhe na malal hai - 2
main akeli bhi kaarwaan mein hoon (rabba tu bata) - 2
kis jahaan mein hoon
chalte chalte rook jaaun rukte rukte main chal deti hoon
aate jate bewajah hi rasta main badal deti hoon
na hosh hai na khayal hai na kushi mujhe na malal hai - 2
main akeli bhi kaarwaan mein hoon (rabba tu bata) - 2
iss jahaan mein hoon
kya hua hai kyun hua hai mujh ko toh nahin kuch patha hai
main deewani lagati hoon iss mein na meri kuch khata hai
na hosh hai na khayal hai na kushi mujhe na malal hai - 2
main akeli bhi kaarwaan main hoon (rabba tu bata) - 2
kis jahaan mein hoon
Mera Maula Kare
jo bekhudi hai aankh main teri woh bekhudi sharab main kahaan
jo tazagi hai husn main tere woh taazgi gulaab main kahaan
jo shayari hai.. jism main tere woh shayari kitaab main kahaan
tera husan salamat rahe rahe teri mujh pe innayat rahe rahe
meri zinda mohabbat rahe rahe (mera maula kare) - 6
tera husn salamat rahe rahe teri mujh pe inayat rahe rahe
meri zinda mohabbat rahe rahe (mera maula kare) - 6
teri ghaneri zulfon ke saaye mein duniya basaaun duniya basaaun
tere chehare ke roshan ujale se rate sajaaun raate sajaaun
tera husn salamat rahe rahe teri mujh pe inayat rahe rahe
meri zinda mohabbat rahe rahe (mera maula kare) - 6
nazaron mein door tak bikhare hain jalawe tere
inn ko nihaaru main innko nihaaru
aayi na daud tu aankhon ke darpan main
tujhko sanwaru main tujhko sanwaru me
tera husn salamat rahe rahe teri mujh pe inayat rahe rahe
meri zinda mohabbat rahe rahe (mera maula kare) - 6
U R My Jaan
tumse alag main reh nahi sakata kitani mohabbat keh nahi sakata - 2
tum mera dil ho tum meri dhadkan tum meri saansein tum mera jeevan
tum se jude hain armaan you are my jaan you are my jaan
u r my jaan - 8
dekhun tumhe toh dekhta jaaun sochu tumhe toh sochta jaaun
ishq mein tere jee loon umar loo aankhon me teri dubata jaaun
tum meri duniya tum meri jannat tum mera sapna tum meri mannat
tum ho khayalon ka jahaan
u r my jaan - 8
tumne jaga di agan ye kaisi tumne laga di lagan ye kaisi
tumse joodi hai meri kahani ab hai tumhi se ye zindagani
tum mera rasta tum meri manjil tum meri khwahish tum mera haasil
tum ho mere jeene ka samaa
U R My Jaan - 8
No comments:
Post a Comment