Kya Dekh Raha Hai
chand chiragon… se nikli thi,
ek ulti seedhi kahani…
bechara majnu, tha uspe laila ne
phaenka uspe keechad ka pani…
dil na toote they aasmaan se…
baarish giri thi mere pyaale mein…
char pradeshon ki public ne…
CM ko utha ke phaenka naale mein…
haihai.. aaye jaaye…
to hoga apne gaon ka raja mere bhai….
par yahaan… apun ke raj mein jab,
tu aa-yega…
hoga kahin ka sher,
par yahaaan ka hai chooha…
(kya dekha raha be, kya dekha raha be,
kya dekha raha hai be… ) - 2
in galiyon se nikla tha…
iss ilaake ka raja…
karli doctor baazi…
udd ja band baaja..
iss duniya ke jo kisse hain,
kaafi lambi chaudi side-on se ghisse hain…
bhool bhulaiya mein khoye the…
ab kahin se, mil gaye hain…
haihai.. aaye jaaye…
to hoga apne gaon ka raja mere bhai….
par yahaan… apun ke raj mein jab,
tu aa-yega…
hoga kahin ka sher,
par yahaaan ka hai chooha…
(kya dekha raha be, kya dekha raha be,
kya dekha raha hai be…) - 2
subha savere, dil tod ke jaago…
beta muh dho-o, roti khao, kaam pe bhaago…
paltaate raho book ke panne,
bada aaya doctor ban-ne…
waqt kya hai?
bus ek seedhi si,
chalti hui tedhi lakeer…
pahadiyon ke sone mein,
iss shaher ke kone mein,
rehne wala pagal fakeer…
arre ghoom jayega,
saala ghoom jayega…
ghar ka raasta dhundte dhundte,
kho jayega…
sahi salaamat hai,
par kuch bhi ho jayega…
hai hai.. aaye jaaye…
to hoga apne gaon ka raja mere bhai….
par yahaan… apun ke raj mein jab,
tu aa-yega…
hoga kahin ka sher,
par yahaaan ka hai chooha…
(kya dekha raha be, kya dekha raha be,
kya dekha raha hai be…) - 2
Aisa Hi Hai
bus aisa hi hai…
jaisa hai…
bus aisa hi hai, meri jaan!…
bus aisa hi hai,
jaisa bhi hai,
aisa rahega ji yahaan…
master ji…
koi nayi cheez sikhani ho to,
meri baat mano,
iss se pehle ki,
aaj kal ke iss traffic mein,
aap apni jaan bhi kho ddaalo…
kachche pakke iradon se,
aur tooti toti yaadon se,
mahal bahega hamara… haan…
bus aisa hi hai…
jaisa hai…
bus aisa hi hai, meri jaan!…
bus aisa hi hai,
jaisa bhi hai,
aisa rahega ji yahaan…
arre bandhu re… tere aas paas dekh le,
aakhir kya ho raha hai yahaan…
teri Merath (Meerut) wali,
chachi tujhko dhoondh rahi hai,
cyber cafe mein baithi hai wahaan…
phatti puraani chithhiyon se,
iss deh ki pachhiss mittiyon se,
banega hamara… haan…
bus aisa hi hai…
jaisa hai…
bus aisa hi hai, meri jaan!…
bus aisa hi hai,
jaisa bhi hai,
aisa rahega ji yahaan…
arre master ji…
koi nayi cheez sikhani ho to,
meri baat na mano,
iss se pehle ki…
iss sharaafat ke mausum mein,
kisi sundari ko aap apna dil de aayo…
mere mann ki makdiyon se,
aankh se jali lakdiyon se,
phatti puraani chithhiyon,
iss deh ki pachhiss mittiyon se,
kachche pakke irradon se,
aur tooti tooti yaadon se,
mahal banega hamara… haan!
bus aisa hi hai,
jaisa bhi hai,
aisa rahega ji yahaan…
arre master ji…
koi nayi cheez sikhani ho to,
meri baat na mano,
Psycho Baba
mohalle ke ladkon mein,
macha hua hai danga…
bada dhansu khiladi hai,
na lea panga….
saalonse dhool aur mitti,
kha ke pala bada hai…
iss duniya ki god mein,
kuch to pee ke pada hai..
psyha baba…
wo hai… psycho baba..
bade bade gharon mein,
rehte hain chhotte chhotte log…
pagal hai wo raaton mein ghoomta
in gharon ke sheeshon ko hathaude se todta hai,
kyunki wo hai… psycho baba…
wo hai psycho baba…
tu hai pycho baba….
hum hain psyco baba…
shabaash beta… shabaash beta…
shabaash beta…
shabaash … tu hai.. psycho baba…
psycho baba!!
Its All In The Mind
can you feel it?…
do you believe it?…
can you see it?
do you mean it?…
do you believe it ?
(believe it ?… ) - 3
(believe it …) - 3
i need you to feel it now…
baby just feel it now,
coz it’s getting hot in here…
c’mon just feel it now…
coz it’s getting hot in here…
do you like it?…
I shall love you…
do you feel it?
can I touch you?
(do you like it?…) - 3
(like it…) - 3
(see what you can find, baby!
see what you can find…) - 2
(it’s all in the mind baby!
all in the mind!) - 4
(like it) - 6, do ya!
Chal Soch Le
chal soch le…
agar itna sochna hai…
to soch le…
teri dhadkan meri pyaas bujhaye,
khote khote dum mil jaaye,
iraade re…
O saki re…
soch soch ke bura haal hai,
ye duniya ji kispe khadi hai,
lagi moch na kone, ghutne mein …
balki sasure samay…
aji dhyan se dekho dhyan se bhaiya,
par itna na dhyan lagana,
ki tere maathe ki shikan,
wahin reh jaye re…
hain ji iss kalyug mein,
kaafi ajeeb silsilay…
main tujhe sadiyon se jaanta hun, beta…
tu saala ghoorta rahega,
saala sochta rahega,
saala khatakta rahega , saki re…
chal soch le…
jitna sochna hai…
utna soch le…
na aglee…na pichhlee…
ye seedhi si baatein…
na kisiko pyaari…
na hamari…
in shabdon ko jala de..
jala de…
ye pyaara jhatka zor se laage,
dil mera bhaage, dil mera bhaage re…
O saki re…
jod jod ke kuch bhi karke,
yaad rakhio mere ladke, hey
tera dimaag nahi aasan…
hain ji iss kalyug mein,
kaafi ajeeb silsilay…
main tujhe arsonse jaanta hun, beta…
tu saala ghoorta rahega,
saala sochta rahega,
saala khatakta rahega , saki re…
chal soch le…
jitna sochna hai…
utna soch le..
seedhe saadhe, poore aadhey,
tor ke rakhde saare vaadey,
O saki re…
jo hain bhoole bhatke, aur thukraaye,
rahe na daayein aur na baayein,
kabhi na kabhi to yaad aayein…
kabhi na kabhi wo bhi yaad aayenge…
No comments:
Post a Comment