Yeh Dooriyan (Songs)

Main Jabse Tujhse Mila

hai..
mai jab se tujh se mila mere sara system hila - 2
mujhko kahan pe hosh tera hi to dosh hai - 2
he hui shararat he na na na na na na
meri nind adarat chain adarat nind adarat hain - 4

ho (teri ankhone meri ankho pe kar diya jadu tona
mukhada tera hai gol mol hain aur chand lage tirikona) - 2
tu jabse najdik hai haal to apna thik hain - 2
bas ek shikayat hain na na na na na na
meri nind adarat chain adarat nind adarat hain - 4
hai tri julfo ki jo hawa chali mere dil me udi patange


Ringa Ringa Roses

dam dam dam... - 2

riga riga (roses) - 3 pocket pull (proses) - 3
hassa hussa oh poh daa - 2
(are mere diwane hain sare diwane hain
mashuk apni mujhe sare mane hain)
meri adonme aisa ye jadu hain
aisa ye jadu hain ki every body pause up
riga riga (roses) - 3 pocket pull (proses) - 3
hassa hussa (oh poh daa) - 2

(why dont u take dance for go to carzy
aaona behke behke pal ka maja le) - 2
move u body now comone lets go for dance
aao na mehake mehake pal ko chura lye
meri adonme aaisa ye jadu hain
aaisa ye jadu hain ki every body pause up
riga riga roses pocket pull proses
(hassa hussa oh poh daa) - 2 oh poh daa oh poh daa

(oh i just so rocking now dont this go mising out
aaona jeele jeele duniya bhulake) - 2
lets just the music play and lets go heigher now
aaona jhume jhume hum khil khilake
meri adonme aaisa ye jadu hain
aaisa ye jadu hain ki every body pause up
riga riga roses pocket pull proses
(hassa hussa oh poh daa) - 2


I Wanna Be Your Lover

i wanna be your lover jindagi bhar
jindagi bhar i wanna be your lover
khushnuma khushnuma - 2 mera jahan tumse mil ke
khushnuma khushnuma mausam hain mere dil ke
rehna mujhe saath tere kehnelage haanth mere
aake inhe tham lo tum hone do ye dooriyan kam
(i wanna be your lover jindagi bhar
jindagi bhar.. i wanna be your lover) - 2
khushnuma khushnuma
khushnuma khushnuma mera jahan tumse milkle milke milke

tere khabon se roshan hain aankho pe ye jamin.
tujh ko pane ki khwaish main dhadkan ye he thami
teri panaho mein teri hi bahon mein
jeena hain mujh ko tri hi bahon mein
(i wanna be your lover jindagi bhar
jindagi bhar i wanna be your lover) - 2

hey tujh se suru ho din mera tujh se hi raat ho
ho ho ho mere hoton pe har lamha teri hi baat ho
dil me basalo na dil hi banalo na
tum bhi ab mere sapne sajalo na
i wanna be your lover jindagi bhar
jindagi bhar.. i wanna be your lover
khushnuma khushnuma mera jahan tumse milkle
rehna mujhe saath tere kehne lage haanth mere
aake inhe tham lo tum hone do ye dooriyan kam
(i wanna be your lover jindagi bhar
jindagi bhar.. i wanna be your lover) - 4


Yeh Dooriyan

baat jo thi unkahin si aaj kehn de aaj suun le

baat jo thi unkahin si aaj kehn de aaj suun le
daasta jo he adhuri si aaj kehn de aaj suun le
beh jane de rahjane de tujhme kahin kho jane jan
aa hosh me bharle mujhe mit jane de ye dooriyann
ye dooriyann ye dooriyan - 4

tann han tanhayi yo mein duba ye maan hain
rusvaa rusvaiyo se ankhee nam hein
dil se hui khata hamko mili saja
tu mujh se judh kyu ho gai
beh jane de rahjane de.. tujme kahin.. kho jane jan
aa hosh me bharle mujhe.. mit jane ye dooriyann..
ye dooriyann ye dooriyan - 4

jee na jeena nahi ab tere bin
yaan..de yaden sataye mujhe raat aue din..
tuje hai vasata mod de rasata.. tere sang kho gai ye.. jindagi..
behh jane deee rahjane de.. tujme kahin.. kho janee jan
aa hosh me bharle mujhe.. mit jane ye dooriyann..
ye dooriyann ye dooriyan - 2


Ya Maula

maula .. maula ...
maula.. mere moula..maula..moula.. moula
ya moula - 2 moula .. moula... -2

(dard bahut hye ruhu talak hyeran hey
sisak rahe he jo mere arman hey) - 2
jale to jale kuch bhi jale dhu..va uthatan hain
bhigi sans jali mera dil jala aur dhu.van kahan hey
banjar dil ye dur talak viran hain
tut rahen khabome ab bhi jaan hain
ya moulaa ya moulaa moula moula - 2

(gamo ke andhore me ghera he dil mera
chubhti hein sanse suna suna he savera) - 2
sard ragomein baraf jami hein
baato me bhi thodi nami hain
uthane ko hain aaj ek tufan.. han
loutengi baharen he magar inkar
manjil dur hein raah nahi aasan hain
tut rahen khabome ab bhi jaan hain
moula moula.. moula..
(dundali si raho pe he babasi ka dera
roshani ko dhundane chala he mann mera) - 2
surk lamho main jehar ghuma hain
chaha kya tha dil kya raha hain
sehma sehma sa lage hein sawal
dafan he muja mein ummido ka jahan
vakt ke aage hara har insan hein
tut rahen khabome ab bhi jaan hain
ya moula ya moula moula ya moula ya moula


Let’s Rock Sarsarahat

Pa pa pararararara…
Let’s rock uvu…..vu….
Let’s let’s rock pararararara… let’s rock uvu…..vu….
Sarsarahat se dil mein kyun hain jaane kaisi justuru hain
Sarsarahat si dil mein kyun hain jaane kaisi justuru hain
Hai hai dekho na huva kya kyun hun mein jagisi soyisi raton mein
Hai Hai dekho na huva kya kyun hun mein jagisi soyisi raton mein
Dil mein hai aado mein khwabho mein sason mein kaisa hain junoon
Pararararara…
Let’s rock uvu…..vu….
Let’s rock pararararara… let’s rock uvu…..vu….
Bikhri khusi yahan khuli hain masti gumsum kyun rahe
Hum toh rukenge na woh kahenge ha dil jobhi kahein
Bikhri khusi yahan khuli hain masti gumsum kyun rahe
Hum toh rukenge na woh kahenge ha dil jobhi kahein…
Phik ko mitake dhuve udake tu jeele zara..
Jobhi toh chahe cheen le toh sab kuch hain yahan
Hai hai dekho na huva kya kyun hun mein jagisi soyisi raton mein
Hai Hai dekho na huva kya kyun hun mein jagisi soyisi raton mein
Dil mein hai aado mein khwabho mein sason mein kaisa hain junoon
Pa pa pararararara…
Let’s rock uvu…..vu….
Let’s let’s rock pararararara… let’s rock uvu…..vu….
Nanana
Nache sab yahan na he dooriyan jhume hain jahan
Har dil hain jaba aisa yeh sama milta hain kahan
Nache sab yahan na he dooriyan jhume hain jahan
Har dil hain jawa aisa yeh sama milta hain kahan…
Gal milake gunguna ke tune jo chuva..
Meri yeh saasein badne lagi hain jane kya huva..
Hai dekho na huva kya kyun hun mein jagisi soyisi raton mein
Hai dekho na huva kya kyun hun mein jagisi soyisi raton mein
Dil mein hai aado mein khwabho mein sason mein kaisa hain junoon
Pa pa pararararara…
Let’s rock uvu…..vu….
Let’s let’s rock pararararara… let’s rock uvu…..vu….

No comments:

Post a Comment