Players (Songs)

Buddhi Do Bhagwaan

Har lamha bekarari
meethi meethi khumari
aankhon aankhon mein ab to beet-ti hai raat saari
aa aa aaiya Charlie's angels..

Every moment restlessness
a sweet intoxication..
now the night passes waking only..

Mohabbat ka asar hai ye
zara mushkil safar hai ye
mujhe apna sahara de
Ye rasta kar de tu aasan

It's the effect of love,
it's a little tough journey
give me your support,
make this journey easier for me..

Pagli Ladki hai naadaan isko buddhi do bhagwan
Iske grah nakshatra hain weak
lakshan iske nahi hain theek
iski khatre mein hai jaan
isko buddhi do bhagwaan..

The mad girl is stupid, give her some brains,
Her planets and stars are weak
her signs are not right,
her life is in danger,
give her brains O God..

Maine bachpan mein padha tha
aur suna hai logon se
Ishq hai ek aag ka dariya
aur doob ke paar jaana hai
Umr kaid hi ek saza hai
aashiqon ki kismat mein
isme namumkin hai rihai
ye pyaar wo jail khana hai

I had read in childhood,
and have heard from people
love is a river of fire,
and you have to cross diving into it,
only life sentence is there
in fate of lovers,
in this, release is not possible,
that jail this love is..

Tujhe lagti saza hai jo
Haqeeqat mein maza hai wo
teri baahon mein jeene ka agar mil jaayga vardaan

what you think is punishment
is actually fun..
if I get the boon to live in your arms..

Pagli Ladki hai naadaan isko buddhi do bhagwan
Iske grah nakshatra hain weak
lakshan iske nahi hain theek
iski khatre mein hai jaan
isko buddhi do bhagwaan..

O let go Charlie's Angels make it feel alright
baby gimme your heart
come on tonight's gonna be your night
ya you ready now
you can handle it
you make your way for Charlie's angels..

bas teri chahat ke charche
phir to ghar ghar phailenge
lab tere chup bhi rahe to
har bhed ye nain kholenge
maana chal parwah nahi hai
tujhko duniyadari ki
baat jo jaayegi ghar tak
to mummy daddy kya bolenge

only the stories of your love
will be there in every house
even if your lips remain silent,
the eyes will open every secret
let's say that you don't care
about these worldly things,
when the story reaches your home
what would your parents say..

mere kehne mein daddy hain
meri mummy bhi ready hai
bas ek teri agar haan ho,
to wo kar denge kanyadaan..

My daddy listens to me,
my mother is ready too..
only if you say yes,
they'll marry me off to you..

Pagli Ladki hai naadaan isko buddhi do bhagwan
Iske grah nakshatra hain weak
lakshan iske nahi hain theek
iski khatre mein hai jaan
isko buddhi do bhagwaan..

Dil Ye Bekarar Kyun Hai

kyun raaton ko main ab chayn se so na sakoon oo....
kyun aata nahin mujhe din mein bhi chain-o-sukoon oo...
kyun aisa hota hai main khud se hi baatein karoon
kyun tu jo bole koi soone na woh main hi soonu
dil ye bekarar kyun hai iss pe dhun sawaar kyun hai
kyun hai ye khumaar kyun hai tu bataa
tera intezar kyun hai tujhpe aitbaar kyun hai
kyun hai ye khumar kyun hai tu bataa
tu bataa tu bataa ...

kyun tujhe dekhe bina aata nahin dil ko sabar oo ..
kyun tere chehre se hatt ti nahin yeh nazar oo ..
kyun tujhe paake mujhe rehta hai khone ka darr oo ..
kyun tere seeva saari duniya se hoon main bekhabar
dil ye bekarar kyun hai iss pe dhoon sawaar kyun hai
kyun hai ye khumaar kyun hai tu bataa
tera intezar kyun hai tujhpe aitbaar kyun hai
kyun hai ye khumar kyun hai tu bataa
tu bataa tu bataa ...

ye pyaar hai jo tujhe ho gaya hai naa jaane kyun tu iss se tha bekhabar
jo aaj kal yeh tujhe ho raha hai nahin aur kuch pyaar ka hai asar
kyun tere jalawo ka chatt ta nahin hai dhuaan oo ..
kyun chale hawa toh lage ki jaise tune chhuaa oo ..
kyun maangta hai dil tere liye roj duaa oo ..
kyun ho raha jo pehle mujhe naa hua
dil ye bekarar kyun hai iss pe dhun sawaar kyun hai
kyun hai ye khumaar kyun hai tu bataa
tera intezar kyun hai tujhpe aitbaar kyun hai
kyun hai ye khumar kyun hai tu bataa
tu bataa tu bataa ..

Ho Gayi Tun

its got me drinking high in my body ye
im drinking not every shot in this party ye
ab kya suroor chaa raha mujhpe iss kadar
im so not much up my head is heavier
naughty naughty naaa - 3 jaane hoga kya

padh gayi main poori sunn ho gayi tun
pee gayi neat main
bandh kar angrezi dhun naache sunn desi beat mein

raat jaise yeh badh rahi hai mujhpe behoshi chadh rahi hai
saaf kuch naa de dikhaayee aankhein dhundhli si padh rahi hai
poori masti mein jhoom lungi kone kone mein ghum lungi
koi mujhko rok le naa warna tujhko main chum lungi

padh gayi main poori sunn ho gayi tun
pee gayi neat main
bandh kar angrezi dhun naache sunn desi beat main

walkin walkin walkin dont you love the way she walkin dropin dropin
walkin walkin juicy everybody here is lovin it
when you got dropin everybody fantasize heavenly

dont stop this party ho dont want this party ho
im burn this party ho cupid on the dance floor ho
dont stop this party ho then i want this party ho
im burn this party tell me do you want more more more

khaali pyaalo ko phir bharu main sochti hoon ki kya karoon main
aankh lai main sardiyaan toh phir zamaane se kyun darru main
iss taraf ya udhar main jaaun main naa jaanu kidhar main jaaun
tum hi aage bolo kaise aise halat main ghar jaaun
na re na re naa aage hoga kya
padh gayi main poori sunn ho gayi tun
pee gayi neat main
bandh kar angrezi dhun naache sunn desi beat mein

Jis Jagah Pe Khatam

ab tak toh hume koi samjha hi nahin
haan koi hume pehchana hai kahan
nahin kisi ko khabar hai woh manjil kaun si hai
aakhir hume jaana hai jahaan
ho hum chale toh din bhi khud ba khud chalte hain
hum jahaan ruk jaaye wahin raat hoti hai
(jis jagah pe khatam sab ki baat hoti hai
uss jagah se humari shuruwaat hoti hai) - 2

chup hain agar hum yeh apni sharafat hai
warna doron ke na rukti shararat hai
paisa hai kitna yeh pucho zara mujhse
iss ko bhi ro de tu zulfon ke saawan se
iss bahaane tu bhi thoda sa bhige ga
kaun si rozana yeh barsaat hoti hai
(jis jagah pe khatam sab ki baat hoti hai
uss jagah se humari shuruwaat hoti hai) - 2

apasi adaayon ka kayal zamana hai
lekin yeh dil toh teri hi deewana hai
ab tum mile hain toh koi wajah hogi
iss mein bhi shayad khuda ki raja hogi
do dilon ka milna hai wahi karta hai
chaahne se kab yeh mulakaat hoti hai
(jis jagah pe khatam sab ki baat hoti hai
uss jagah se humari shuruwaat hoti hai) - 2

Kyun Dooriyan

kyun dooriyaaan hai darmiyaan badh jaane de najdikiyaan
har saans mein mehsus kar inn saanson ki madhoshiyaan
mera nasha aise chadhe mera nasha jidd pe aade
mera nasha aise naa jaaye jhoom jhoom jhoom ta ja
tera nasha mujhko hua meraa nasha hai khwaab sa
tera nasha aise naa jaaye jhoom jhoom jhoom ta tu ja

bas teri aankho se pina hai jeena hai aise he mujhe
rehana nahi hai ab hosh main hosh main
julfonse saye main mujhe ko chupa le humesha ke liye
bhar le mujhe tu aanghosh main
tera seeva jaun kaha tu hai mera dono jahan

kyun dooriyaaan hai darmiyaan badh jaane de najdikiyaan
har saans main mehsus kar inn saanson ki madhoshiyaan

pehalu main khud ko pakar jhoom jhoom jhoom ta tu ja
tera nasha mujhko hua meraa nasha hai khwaab sa
tera nasha aise naa jaaye jhoom jhoom jhoom ta tu ja

kahabon khayalonmain ulaje sawalon me tu he tu basi
tu aarzoo hai tu justzoo justzoo
tere ishron pe chalti hai rookathi hai sanse ye meri
rehana tu aise he roob roo
ab tu teri aadat hai tu aadat kya zaroorat hai tu
mujhe ko dil se apane laga kar jhoom jhoom jhoom ta tu ja
tera nasha mujhko hua meraa nasha hai khwaab sa
tera nasha aise naa jaaye jhoom jhoom jhoom ta tu ja

No comments:

Post a Comment